Ik Ladki Hai, Deewani Si
Us Ladki Pe, Main Marta Hoon
Ik Ladki Hai, Deewani Si
Us Ladki Pe, Main Marta Hoon
Jo Dekhoon To, Sharmaati Hai
Is Adaa Se Mohabbat Main Karta Hoon
Ik Ladka Hai, Anjaana Sa
Us Ladke Pe, Main Marti Hoon
Ik Ladka Hai, Anjaana Sa
Us Ladke Pe, Main Marti Hoon
Jo Dekhoon To, Ghabraata Hai
Is Adaa Se Mohabbat Main Karti Hoon
Ik Ladki Hai, Deewani Si
Us Ladki Pe, Main Marta Hoon
Dil Mein Tamanna Jagaake, Chori Se Palkein Jhukaana
Usne To Pehli Nazar Mein, Mujhko Banaaya Deewana
Dil Mein Tamanna Jagaake, Chori Se Palkein Jhukaana
Usne To Pehli Nazar Mein, Mujhko Banaaya Deewana
Uske Bina, Kaise Rahoon
Kehna Hai Jo, Kaise Kahoon
Kuchh Bhi Bataane Se Darti Hoon
Ik Ladka Hai, Anjaana Sa
Us Ladke Pe, Main Marti Hoon
Ik Ladki Hai, Deewani Si
Us Ladki Pe, Main Marta Hoon
Ab To Yehi Aarzoo Hai, Uspe Wafaayen Lutaadoon
Saanson Mein Usko Basaake, Dono Jahaan Ko Bhulaadoon
Ab To Yehi Aarzoo Hai, Uspe Wafaayen Lutaadoon
Saanson Mein Usko Basaake, Dono Jahaan Ko Bhulaadoon
Neendein Meri, Leke Gayee
Dard-E-Jigar, Deke Gayee
Din Raat Aahein Main Bharta Hoon
Ik Ladki Hai, Deewani Si
Us Ladki Pe, Main Marta Hoon
Ik Ladka Hai, Anjaana Sa
Us Ladke Pe, Main Marti Hoon
|