Song ID- 10209
Film- Pakeezah
Song Title- Chalo Dildar Chalo (female)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Chalo Dildaar Chalo, Chand Ke Paar Chalo
Hum Hain Taiyyaar Chalo

Aao Kho Jaayen Sitaaron Mein Kahin
Aao Kho Jaayen Sitaaron Mein Kahin
Chhod Dein Aaj Yeh Duniya Yeh Zameen
Duniya Yeh Zameen
Chalo Dildaar Chalo, Chand Ke Paar Chalo
Hum Hain Taiyyaar Chalo

Zindagi Khatm Bhi Ho Jaaye Agar
Zindagi Khatm Bhi Ho Jaaye Agar
Na Kabhi Khatm Ho Ulfat Ka Safar
Haaye Ulfat Ka Safar
Chalo Dildaar Chalo, Chand Ke Paar Chalo
Hum Hain Taiyyaar Chalo

Hum Nashe Mein Hain, Sambhaalo Humein Tum

Neend Aati Hai, Jagaalo Humein Tum
Jagaalo Humein Tum

close window