Aji Humse Bachkar Kahan Jaayiyega
Jahan Jaayiyega, Humein Paayiyega
Aji Humse Bachkar
Yeh Kaisa Nasha Hai, Yeh Kaisa Asar Hai
Na Qaaboo Mein Dil Hai, Na Bas Mein Nazar Hai
Zaraa Hosh Aa Le, Chale Jaayiyega
Thahar Jaayiyega, Thahar Jaayiyega
Aji Humse Bachkar Kahan Jaayiyega
Jahan Jaayiyega, Humein Paayiyega
Aji Humse Bachkar Kahan Jaayiyega
Jahan Jaayiyega, Humein Paayiyega
Aji Humse Bachkar
|