Song ID- 10632
Film- Kaante
Song Title- Rama Re
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Collar Ko Thoda Sa Upar Chadha Ke
Cigarette Ke Dhuen Ka Chhalla Bana Ke
Collar Ko Thoda Sa Upar Chadha Ke, Cigarette Ke Dhuen Ka Chhalla Bana Ke
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hain Fikr Yaar Dhuen Mein Udaake
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re

Dollar Bhi Chaahiye, Inhe Pound Bhi Chaahiye
Sone Ke Sikkon Ka Sound Bhi Chaahiye
Hey Banda Yeh Dheeth Hai, Yeh Kuch Nahin Jaanta
Banda Yeh Dheeth Hai, Yeh Kuch Nahin Jaanta
Isko Jo Maangta To Maal Paani Maangta
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hain Fikr Yaar Dhuen Mein Udaake
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re

Apne Begaane Yeh Sab Chhod Aaye
Pyar Ki Rasmon Ko Yeh Tod Aaye
Anjaane Raaston Ke Vaaste Yeh
Zindagi Se Bhi Mooh Mod Aaye Hain
Sochna Hai Kya, Jo Hona Hai Hoga
Chal Pade Hain Fikr Yaar Dhuen Mein Udaake
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re
Jaane Kya Hoga Rama Re, Jaane Kya Hoga Maula Re

Khud Pe Bharosa Hai, Khud Pe Yakeen Hai
Kar Lenge Kaam Chaahe Jitna Sangeen Hai
Pakke Hain Inke Jo Dil Mein Iraade
Hai Aasman Inka, Inki Zameen Hai

close window