Song ID- 11001
Film- Jism
Song Title- Jaadu Hai Nasha Hai (female)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan
Dekhti Hain, Jis Tarah Se, Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chhupaaoon Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan
Dekhti Hain, Jis Tarah Se, Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chhupaaoon Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan

Yeh Pal Hai Apna, To Is Pal Ko Jee Lein
Sholon Ki Tarah, Zara Jal Ke Jee Lein
Pal Jhapakte, Kho Na Jaana, Chhooke Kar Loon Yakeen
Na Jaane Pal Yeh Paaye Kahan
Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan

Baahon Mein Teri, Yoon Kho Gaye Hain
Armaan Dabe Se, Jagne Lage Hain
Jo Mile Ho, Aaj Humko, Door Jaana Nahin
Mitaado Saari Yeh Dooriyaan
Jaadu Hai Nasha Hai, Madhoshiyaan
Tujhko Bhulaake Ab Jaaoon Kahan
Dekhti Hain, Jis Tarah Se, Teri Nazrein Mujhe
Main Khud Ko Chhupaaoon Kahan


close window