Akeli, Mat Jaiyyo
Radhe, Jamuna Ke Teer
Ho Ji O...
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara, Ho... Hamara Tumhara
Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara
Agar Tu Hai Saagar To Majhdhaar Main Hoon, Majhdhaar Main Hoon
Tere Dil Ki Kashti Ka Patwaar Main Hoon, Patwaar Main Hoon
Chalegi Akele Na Tumse Yeh Naiyya, Na Tumse Yeh Naiyya
Milegi Na Manzil Tumhe Bin Khevaiyya, Tumhe Bin Khevaiyya
Chale Aao Ji, Chale Aao Ji
Chale Aao Maujon Ka Lekar Sahaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara
Bhala Kaise Tootenge Bandhan Yeh Dil Ke, Bandhan Yeh Dil Ke
Bichhadti Nahin Mauj Se Mauj Milke, Ho Mauj Milke
Chhupoge Bhanwar Mein To Chhupne Na Denge, To Chhupne Na Denge
Dubo Denge Naiyya Tumhe Dhoondh Lenge, Tumhe Dhoondh Lenge
Banaayenge Hum, Banaayenge Hum
Banaayenge Toofaan Ko Ik Din Kinaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara, Ho... Hamara Tumhara
Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara, (Ho... Hamara Tumhara
Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Tu Ganga Ki Mauj Main, Jamuna Ka Dhaara
Ho Rahega Milan, Yeh Hamara Tumhara)
|