Tumse Badhkar Duniya Mein
Tumse Badhkar Duniya Mein Na Dekha Koi Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee

Kya Khoob Aankhen Hain Teri, Inmein Zindagaani Hai Meri

Jee Lenge Hum Dekh Dekhkar Inko, Kya Khoob Aankhen Hain Teri
Tu Hi Tu Khwaabon Mein
Tu Hi Tu Khwaabon Mein Hai Na Dooja Koi Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee
Tumse Badhkar Duniya Mein Na Dekha Koi Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee
Sundarta Tune Woh Paayee, Naazaan Hai Tujhpe Khudaai
Naaz Nahin Apne Par Phir Bhi Tujhko, Sundarta Tune Woh Paayee
Dil Ka Haseen Tere Jaisa
Dil Ka Haseen Tere Jaisa Na Dekha Kahin Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee
Tumse Badhkar Duniya Mein Na Dekha Koi Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee
Baaton Mein Teri Ik Adaa Hai, Teri Adaa Mein Wafaa Hai
Phir Phir Tujhse Milne Ko Jee Chaahe, Baaton Mein Teri Ik Adaa Hai
Dil Mein Itna Pyar Liye
Dil Mein Itna Pyar Liye Na Aaya Koi Aur, Zubaan Par Aaj Dil Ki Baat Aa Gayee

|