(chorus ?)
Gaate The Pehle Akele, Aaj Gaata Hai Saara Jahaan
Kaisa Khushi Ka Sama Hai, Peeke Aansoo Hanso Re Sanaa
Pyar Se Muskura, Kya Hua Bhool Jaa
Jo Kho Gaya, Uska Gum Kya
Jo Paas Hai, Woh Hai Kam Kya
Baat Achchi Hai Na, Baat Sachchi Hai Na
Baaje Re Baaja Hamara, Naache Re Sansaar Saara
Pyar Se Muskura, Kya Hua Bhool Jaa
Gaate The Pehle Akele, Aaj Gaata Hai Saara Jahaan
Kaisa Khushi Ka Sama Hai, Peeke Aansoo Hanso Re Sanaa
Pyar Se Muskura, Kya Hua Bhool Jaa
(Hum To Suna Jo Jaata Hai, Woh Laut Ke Phir Aata Hai
Baat Achchi Hai Na, Baat Sachchi Hai Na)
Baaje Re Baaja Hamara, Naache Re Sansaar Saara
(Pyar Se Muskura, Kya Hua Bhool Jaa)
Ho Gaate The Pehle Akele, Aaj Gaata Hai Saara Jahaan
Kaisa Khushi Ka Sama Hai, Peeke Aansoo Hanso Re Sanaa
Pyar Se Muskura, Kya Hua Bhool Jaa
|