Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Mere Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Neelaam Ho Rahi Hai Meri Chaahat Sar-E-Bazaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Sab Ne Lagaayee Boli, Lalchaayee Har Nazar
Main Teri Ho Chuki Hoon, Duniya Hai Bekhabar
Sab Ne Lagaayee Boli, Lalchaayee Har Nazar
Main Teri Ho Chuki Hoon, Duniya Hai Bekhabar
Duniya Hai Bekhabar
Zaalim Bade Bhole Hain Mere Yeh Talabgaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Hasrat Bhari Jawaani, Yeh Husn Yeh Shabaab
Rangeen Dil Ki Mehfil, Mere Haseen Khwaab
Hasrat Bhari Jawaani, Yeh Husn Yeh Shabaab
Rangeen Dil Ki Mehfil, Mere Haseen Khwaab
Mere Haseen Khwaab
Goya Ki Meri Duniya Lutne Ko Hai Taiyyaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Aaja, Ab To Aaja
Meri Kismat Ke Kharidaar, Ab To Aaja
Aaja
|