Aise Na Mujhe Tum Dekho, Seene Se Lagaaloonga
Tumko Main Churaaloonga Tumse, Dil Mein Chhupaaloonga

Tere Dil Se Ae Dilbar Dil Mera Kehta Hai
Pyar Ke Dushman Log Mujhe Darr Lagta Rehta Hai
Are Tere Dil Se Ae Dilbar Dil Mera Kehta Hai
Pyar Ke Dushman Log Mujhe Darr Lagta Rehta Hai
Thaam Lo Tum Meri Baahen, Main Tumhe Sambhaaloonga
Tumko Main Churaaloonga Tumse, Dil Mein Chhupaaloonga
Aise Na Mujhe Tum Dekho, Seene Se Lagaaloonga
Tumko Main Churaaloonga Tumse, Dil Mein Chhupaaloonga
Hey Hey, Hey Hey
Dheemi Dheemi Aag Se Ek Shola Bhadkaaya Hai
Door Se Tumne Is Dil Ko Kitna Tarsaaya Hai

Main Ab Is Dil Ke Saare Armaan Nikaaloonga
Tumko Main Churaaloonga Tumse, Dil Mein Chhupaaloonga
Aise Na Mujhe Tum Dekho, Seene Se Lagaaloonga
Tumko Main Churaaloonga Tumse, Dil Mein Chhupaaloonga
Pyar Ke Daaman Mein Chunkar Hum Phool Bharlenge
Raaste Ke Kaante Saare Door Karlenge

Jaan-E-Man Tumko Apni Main Jaan Banaaloonga

|