Song ID- 14939 ... (Categories- Performance | Romance | Appreciation | Happy | Declaration Of Love)
Film- Salma Pe Dil Aa Gaya
Song Title- Salma Pe Dil Aa Gaya (part 1)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Hey Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)
Haan Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Haaye Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)
Karta Hai Dil, Jisko Salaam, Salma Hai Uska Naam
Salma Pe Dil Aa Gaya, Hey Salma Pe Dil Aa Gaya

Paaon Na Rakhna Jaan Zameen Par, Yeh Maile Ho Jaayenge
Hey Paaon Na Rakhna Jaan Zameen Par, Yeh Maile Ho Jaayenge
Phoolon Pe Chalke Aaogi, To Bhi Yeh Chhil Jaayenge
Haaye Nazaakat Tera Naam
Karta Hai Dil, Jisko Salaam, Salma Hai Uska Naam
Salma Pe Dil Aa Gaya, Haan Salma Pe Dil Aa Gaya
Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Haaye Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)

Main Kudrat Ka Karishma Hoon, Main Aashiq Ki Ibaadat
Ho Main Kudrat Ka Karishma Hoon, Main Aashiq Ki Ibaadat
Are Deewanon Ne Rakkha Hai, Mera Naam Mohabbat
Pyar Pe Qurban Umr Tamaam
Karta Hai Dil, Jisko Salaam, Salma Hai Uska Naam
Salma Pe Dil Aa Gaya, Hey Salma Pe Dil Aa Gaya
Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Haaye Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)

Tera Bachpan Jo Badla Jawaani Mein, Mujhe Daal Diya Haaye Pareshaani Mein

Kashmakash Mein Hai Mera Pyar, Main Hoon Ya Nahin, Teri Kahani Mein
Ishq Na Ban Jaaye Ilzaam
Karta Hai Dil, Jisko Salaam, Salma Hai Uska Naam
Salma Pe Dil Aa Gaya, Hey Salma Pe Dil Aa Gaya
Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Haaye Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)
Haan Kudrat Ka Nazara, (Wallah Re Wallah)
Hey Dekha Hai Dobaara, (Wallah Re Wallah)
Karta Hai Dil, Jisko Salaam, Salma Hai Uska Naam
Salma Pe Dil Aa Gaya, Salma Pe Dil Aa Gaya

close window