Song ID- 15857 ... (Categories- Romance | Declaration Of Love | About The Heart)
Film- Dil
Song Title- Dil Kho Gaya
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Mujhe Neend Na Aaye, Neend Na Aaye, Neend Na Aaye
Mujhe Chain Na Aaye, Chain Na Aaye, Chain Na Aaye

Mujhe Neend Na Aaye, Ho
Mujhe Neend Na Aaye, Mujhe Chain Na Aaye
Koi Jaaye Zara Dhoondh Ke Laaye
Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya, Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya

Haalat Kya Hai Kaise Tujhe Bataaoon Main
Karvat Badal Badal Ke Raat Bitaaoon Main

Poocho Zara Poocho Kya Haal Hai, Haal Mera Behaal Hai

Koi Samajh Na Paaye, Kya Rog Sataaye
Koi Jaaye Zara Dhoondh Ke Laaye
Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya, Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya
Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya, Na Jaane Kahan Dil Kho Gaya

Jaan Se Bhi Pyara Mujhko Mera Dil Hai
Uske Bina Ek Pal Bhi Jeena Mushkil Hai
Jaan Se Bhi Pyara Mujhko Mera Dil Hai
Uske Bina Ek Pal Bhi Jeena Mushkil Hai
Tauba Meri Tauba Kya Dard Hai, Dard Bada Bedard Hai

Kabhi Mujhko Hansaaye, Kabhi Mujhko Rulaaye

close window