Song ID- 15911 ... (Categories- Classic | Performance | Hope | Father | Son | Life)
Film- Qayamat Se Qayamat Tak
Song Title- Papa Kehte Hain
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Beta Hamara Aisa Kaam Karega
Magar Yeh To Koi Na Jaane
Ki Meri Manzil Hai Kahan

Papa Kehte Hain Bada Naam Karega
Beta Hamara Aisa Kaam Karega
Magar Yeh To Koi Na Jaane
Ki Meri Manzil Hai Kahan

Papa Kehte Hain Bada Naam Karega

Baithe Hain Milke Sab Yaar Apne
Sabke Dilon Mein Armaan Yeh Hai
Baithe Hain Milke Sab Yaar Apne
Sabke Dilon Mein Armaan Yeh Hai
Woh Zindagi Mein Kal Kya Banega
Har Ek Nazar Ka Sapna Yeh Hai
Koi Engineer Ka Kaam Karega
Business Mein Koi Apna Naam Karega
Magar Yeh To Koi Na Jaane
Ki Meri Manzil Hai Kahan

Papa Kehte Hain Bada Naam Karega

Mera To Sapna Hai Ek Chehra
Dekhe Jo Usko Jhoome Bahaar
Mera To Sapna Hai Ek Chehra
Dekhe Jo Usko Jhoome Bahaar
Gaalon Mein Khilti Kaliyon Ka Mausam
Aankhon Mein Jaadu Hothon Mein Pyar
Banda Yeh Khoobsurat Kaam Karega
Dil Ki Duniya Mein Apna Naam Karega
Meri Nazar Se Dekho To Yaaron
Ki Meri Manzil Hai Kahan

Papa Kehte Hain Bada Naam Karega


close window