Song ID- 167
Film- Biwi No. 1
Song Title- Ishq Sona Hai
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai
Sona Sona Baba 
Sona Sona Baba 
Sona Sona Sona

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai
Sona Sona Baba 
Sona Sona Baba 
Sona Sona Sona

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Is Umar Mein To
Aisa Hota Hai
Neend Udti Hai
Chain Khota Hai

Yaad Aati Hai
Jaan Jaati Hai
Premi Jagte Hain
Jag Sota Hai

Is Umar Mein To
Aisa Hota Hai
Neend Udti Hai
Chain Khota Hai

Yaad Aati Hai
Jaan Jaati Hai
Premi Jagte Hain
Jag Sota Hai

Kabhi Hasna Hai
Kabhi Rona Hai
Kabhi Hasna Hai
Kabhi Rona Hai

Sona Sona Baba 
Sona Sona Baba 
Sona Sona Sona

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hum Deewanon Se
Log Jalte Hain
Aisa Karte Hain
Bhaag Chalte Hain

Dil Jo Kehta Hai
Hum Woh Karte Hain
Is Zamane Se
Hum Kya Darte Hain

Hum Deewanon Se
Log Jalte Hain
Aisa Karte Hain
Bhaag Chalte Hain

Dil Jo Kehta Hai
Hum Woh Karte Hain
Is Zamane Se
Hum Kya Darte Hain

Ishq Jaadu Hai
Ishq Tona Hai
Ishq Jaadu Hai
Ishq Tona Hai

Sona Sona Baba 
Sona Sona Baba 
Sona Sona Sona

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai

Ishq Chandi Hai
Ishq Sona Hai
Sona Sona Baba 
Sona Sona Baba 
Sona Sona Sona

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai

Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai
Hai Jawani To 
Ishq Hona Hai


close window