Pyar Zindagi Hai, Pyar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Ya Allah, Ya Allah, Oo Ya Allah
Oo Ya Allah, Ya Allah, Oo Ya Allah
Pyar Se Pyar Karo, Yeh Umr Pyar Ki Hai
Pyar Se Pyar Karo, Yeh Umr Pyar Ki Hai
Pyar Bina Kya Jeena, Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Pyar Zindagi Hai, Pyar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Ya Allah, Ya Allah, Oo Ya Allah
O Ya Allah, Ya Allah, Oo Ya Allah
Pyar Karam, Pyar Duaa
Pyar Sitam, Pyar Wafa
Pyar Se Judaa To Yahan Koi Nahin, Koi Nahin
Pyar Khushi, Pyar Nasha
Kya Woh Nazar, Kya Woh Adaa
Ho Ke Fidaa Pyar Mein Jo Khoyee Nahin, Khoyee Nahin
Dil To Lagake Dekho, Pyar Mein Kya Khushi Hai
Dil To Lagake Dekho, Pyar Mein Kya Khushi Hai
Pyar Bina Kya Jeena, Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Pyar Zindagi Hai, O Pyar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Ya Allah, Ya Allah, O Ya Allah
Ya Allah, Ya Allah, O Ya Allah
Door Rahe, Paas Rahe
Dil Mein Teri, Pyaas Rahe
Tere Liye Main Hoon, Tu Hai Mere Liye, Mere Liye
Pyar Sanam, Pyar Khuda
Yaar Kabhi, Ho Na Judaa
Yaar Bina Koi Yahan Kaise Jeeye, Kaise Jeeye
Baahon Mein Yaar Ke Hi, Duniya Bahaar Ki Hai
Ho Baahon Mein Yaar Ke Hi, Duniya Bahaar Ki Hai
Pyar Bina Kya Jeena, Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Pyar Zindagi Hai, Pyar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Yallah, Yallah, Ho Ya Allah
Yallah, Yallah, Ho Ya Allah
Dekh Humein, Koi Jale
Koi Jale, Haath Male
Tu Jo Mere Saath Chale, Logon Se Kya Darna Yahan
Pyar Yahan, Jo Na Kare
Khaakh Jeeye, Khaakh Mare
Yaar Mere Tere Liye Jeena Yahan Marna Yahan
Marke Bhi Na Mite Jo, Yeh Woh Deewangi Hai
Marke Bhi Na Mite Jo, Yeh Woh Deewangi Hai
Pyar Bina Kya Jeena, Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Pyar Zindagi Hai, Ho Pyar Bandagi Hai, Bandagi Hai
Ya Allah, Ya Allah, O Ya Allah
Ya Allah, Ya Allah, O Ya Allah
Pyar Se Pyar Karo, Yeh Umr Pyar Ki Hai
Yeh Umr Pyar Ki Hai
Pyar Bina Kya Jeena, Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Yeh Bhi Koi Zindagi Hai
Yallah, Yallah, Oo Ya Allah
Yallah, Yallah, Oo Ya Allah
Yallah, Yallah, Oo Ya Allah
Yallah, Yallah, Oo Ya Allah
Yallah, Yallah
Yallah, Yallah
Ya, Ya, Ya...
|