Tu, Tu Hai Wohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Wahan
Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Phir Hon Na Juda Haan Yeh Vaada Raha
Main Awaaz Hoon To Tu Hai Geet Mera
Main Awaaz Hoon To Tu Hai Geet Mera
Jahan Se Niraala Manmeet Mera
Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Phir Hon Na Juda Haan Yeh Vaada Raha
Tu, Tu Hai Wohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Wahan
Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza
Kisi Mod Pe Bhi Na Yeh Saath Toote
Mere Haath Se Tera Daaman Na Chhoote
Kabhi Khwaab Mein Bhi Tu Mujhse Na Roothe
Mere Pyar Ki Koi Khushiyan Na Loote
Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Phir Hon Na Juda Haan Yeh Vaada Raha
Tu, Tu Hai Wohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Wahan
Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza
Tujhe Main Jahan Ki Nazar Se Chura Loon
Kahin Dil Ke Kone Mein Tujhko Chhupa Loon
Kabhi Zindagi Mein Paden Mushkilen To
Mujhe Tu Sambhale Tujhe Main Sambhaloon
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Ho Mil Jaayen Is Tarah
Do Lehren Jis Tarah
Phir Hon Na Juda Haan Yeh Vaada Raha
Tu, Tu Hai Wohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahan Main Hoon Wahan
Ab To Yeh Jeena Tere Bin Hai Saza
Phir Hon Na Juda Haan Yeh Vaada Raha
Yeh Vaada Raha
|