Hai Mubarak Aaj Ka Din, Raat Aayee Hai Suhani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Hai Mubarak Aaj Ka Din, Raat Aayee Hai Suhani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Aaj To Nasha, Aisa Chadha, Poocho Na Yaaron
Main Hoon Aasman Pe, Mujhe Neeche Utaaro
Aaj To Nasha, Aisa Chadha, Poocho Na Yaaron
Main Hoon Aasman Pe, Mujhe Neeche Utaaro
Mujhpe Sadaa Hansti Raho Yoon Hi Bahaaron
Milke Mere Saath Naacho, Aapki Hai Meharbaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Hai Mubarak Aaj Ka Din, Raat Aayee Hai Suhani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Dekho Meri Aankhon Mein Hain Dorein Gulaabi
Main To Nahin Peeta, Hua Phir Bhi Sharaabi
Dekho Meri Aankhon Mein Hain Dorein Gulaabi
Main To Nahin Peeta, Hua Phir Bhi Sharaabi
Yeh Hai Tere Pyar Ka Nasha, Chanda Si Bhabhi
Bhaiyya Raja Ghar Mein Leke Aa Gaya Pariyon Ki Rani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Hai Mubarak Aaj Ka Din, Raat Aayee Hai Suhani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
Aangan Mein Yoon Barse Sadaa Khushiyon Ki Jhadi
Baandhen Tere Sehre Mein Yeh Aasha Ki Ladi
Aangan Mein Yoon Barse Sadaa Khushiyon Ki Jhadi
Baandhen Tere Sehre Mein Yeh Aasha Ki Ladi
Meri Khush-Naseebi Hai Jo Dekhi Yeh Ghadi
Hai Naya Andaz Chaahe Reet Hai Wohi Puraani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani
(Hai Mubarak Aaj Ka Din, Raat Aayee Hai Suhani
Shaadmaani O Shaadmaani
Shaadmaani O Shaadmaani)
|