Song ID- 2275
Film- Hare Rama Hare Krishna
Song Title- Phoolon Ka Taaron Ka (kids)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Phoolon Ka Taaron Ka, Sabka Kehna Hai
Ek Hazaaron Mein, Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taaron Ka, Sabka Kehna Hai
Ek Hazaaron Mein, Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taaron Ka, Sabka Kehna Hai

Yeh Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas
Teri Pyaasi Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas
Yeh Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas
Teri Pyaasi Aankhon Mein Pyar Ki Hai Pyaas
Aa Mere Paas Aa, Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaaron Mein, Meri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai
Phoolon Ka Taaron Ka, Sabka Kehna Hai

Bholi Bhaali Jaapaani Gudiya Jaisi Tu
Pyari Pyari Jaadu Ki Pudiya Jaisi Tu
Bholi Bhaali Jaapaani Gudiya Jaisi Tu
Pyari Pyari Jaadu Ki Pudiya Jaisi Tu
Daddy Ka Mummy Ka, Sab Ka Kehna Hai
Ek Hazaaron Mein, Teri Behna Hai
Saari Umar Humein Sang Rehna Hai


close window