Aanewali Hai, Aanewali Hai
Aanewali Hai, Aanewali Hai
(Aanewali Hai, Aanewali Hai
Aanewali Hai, Aanewali Hai)
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Na Poocho, Mera Haal Yaaron
Na Poocho, Mera Haal Yaaron
Hoke Judaa, Main Pyar Se
Raha Kayee Saal Yaaron
(Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi)
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Guzri Hain Kaise Judaai Ki Raatein
Usko Bataaoonga Main Saari Baatein
Guzri Hain Kaise Judaai Ki Raatein
Usko Bataaoonga Main Saari Baatein
Had Se Zyaada Mohabbat Karoonga
Baahon Mein Bharke Use Choom Loonga
Rab Ne Sunli Meri Duaa
Main Deewana Aisa Hua
Badal Gayee Chaal Yaaron
(Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi)
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Milne Ko Woh Bhi Machalti To Hogi
Raaton Ko Karvat Badalti To Hogi
Milne Ko Woh Bhi Machalti To Hogi
Raaton Ko Karvat Badalti To Hogi
Seene Se Saari Sarakti To Hogi
Haathon Ki Choodi Khanakti To Hogi
Aati Hogi Usko Sharam
Behke Honge Uske Kadam
Khule Honge Baal Yaaron
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
(Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi)
Na Poocho, Mera Haal Yaaron
Na Poocho, Mera Haal Yaaron
Hoke Judaa, Main Pyar Se
Raha Kayee Saal Yaaron
(Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi
Aanewali Hai, Milan Ki Ghadi)
|