Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Jaadu Hai, Junoon Hai, Kaisi Maya Hai, Yeh Maya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Jaadu Hai, Junoon Hai, Kaisi Maya Hai, Yeh Maya Hai
Paaon Ke Tale Kabhi, Dil Pada Mile Agar
Choomkar Uthaayiye, Khoob Dekh-Bhaal Kar
Khoob Dekh-Bhaal Kar
Jo Koi Poochle To Kya, Raah Se Uthaaya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Jaadu Hai, Junoon Hai, Kaisi Maya Hai, Yeh Maya Hai
Teri Neeli Aankhon Ke, Bhanwar Bade Haseen Hain
Doob Jaane Do Mujhe, Yeh Khwaabon Ki Zameen Hai
Yeh Khwaabon Ki Zameen Hai
Utha Do Apni Palkon Ko, Yeh Parda Kyon Giraaya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Ek Haseen Nigaah Ka Dil Pe Saaya Hai
Jaadu Hai, Junoon Hai, Kaisi Maya Hai, Yeh Maya Hai
|