Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare

Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Ho Chhedo Taraane Milan Ke Pyare Pyare, Sang Hamare
Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Ho Badle Na Apna Yeh Aalam Kabhi
Jeevan Mein Bichhdenge Na Hum Kabhi
Yoon Bhi Jaaoge Aakhir Kahan Hoke Hamare
Yaadon Ki Baraat Nikjli Hai Aaj Dil Ke Dwaare, Dil Ke Dwaare
Sapnon Ki Shehnaai Beete Dinon Ko Pukare, Dil Ke Dwaare
Aage Bhi Hoga Jo Uska Karam
Yeh Din To Manaayenge Har Saal Hum
Apne Aangan Nachen Gaayenge Chanda Sitaare

|