Jaadu Hai, Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe Chhaane Laga
Jaadu Hai, Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe Chhaane Laga
Deewane Mere Yeh To Bataa Kya Kiya Tune
Meetha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Hua, Pehle Na Aisa Hota Tha
Main Hoon Kahan, Main Jaanoon Na
Yeh Kya Hua, Pehle Na Aisa Hota Tha
Main Hoon Kahan, Main Jaanoon Na
Koi Mujhe, Itna Bataade
Ghar Ka Mere, Mujhko Pataa De

Maine To, Yeh Jaana Na, Hota Hai Kya Intezaar
Mera Dil, Kyon Maane Na, Mujhko To Ho Gaya Hai Pyar
Main Chain Se, Pehle Raaton Ko Soti Thi
Tune Meri, Neendein Looti
Main Chain Se, Pehle Raaton Ko Soti Thi
Tune Meri, Neendein Looti
Yeh Rog Kya, Tune Lagaaya
Deewanapan, Kaisa Jagaaya
Jaadu Hai, Tera Hi Jaadu, Jo Mere Dil Pe Chhaane Laga
O Jaana Meri Yeh To Bataa Kya Kiya Tune
Meetha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Hua, Pehle Na Aisa Hota Tha
Main Hoon Kahan, Main Jaanoon Na
Yeh Kya Hua, Pehle Na Aisa Hota Tha
Main Hoon Kahan, Main Jaanoon Na
Koi Mujhe, Itna Bataade
Ghar Ka Mere, Mujhko Pataa De
Jaaneman, O Jaan-E-Jaan, Kya Hai Iraada Bataa
Chhoone De, In Hothon Ko, Hothon Se Mere Zaraa
Kya Khoob Hai, Main Bhi Kaisa Deewana Tha
Kyon Ishq Se, Anjaana Tha
Kya Khoob Hai, Main Bhi Kaisa Deewana Tha
Kyon Ishq Se, Anjaana Tha
Paagal Mujhe, Tune Banaaya
Chaahat Hai Kya, Mujhko Bataaya

|