So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
So Gayeen Hain Saari Manzilein, O Saari Manzilein
So Gaya Hai Rasta
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
So Gayeen Hain Saari Manzilein, O Saari Manzilein
So Gaya Hai Rasta
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
Raat Aayee To Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayee To Hum Jaise Awaara Phir Nikle
Raahon Mein Aur Kho Gaye
Raat Aayee To Woh Jinke Ghar The
Woh Ghar Ko Gaye So Gaye
Raat Aayee To Hum Jaise Awaara Phir Nikle
Raahon Mein Aur Kho Gaye
Is Gali, Us Gali, Is Nagar, Us Nagar
Jaayen Bhi To Kahan Jaana Chaahen Agar
Ho So Gayeen Hain Saari Manzilein, O Saari Manzilein
So Gaya Hai Rasta
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
Kuch Meri Suno, Kuch Apni Kaho
Ho Paas To Aise Chup Na Raho
Hum Paas Bhi Hain Aur Door Bhi Hain
Azaad Bhi Hain, Majboor Bhi Hain
Kyon Pyar Ka Mausam Beet Gaya
Kyon Humse Zamana Jeet Gaya
Har Ghadi Mera Dil Gum Ke Ghere Mein Hai
Zindagi Door Tak Ab Andhere Mein Hai
Andhere Mein Hai, Andhere Mein Hai
Ho So Gayeen Hain Saari Manzilein, O Saari Manzilein
So Gaya Hai Rasta
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
So Gaya Yeh Jahan, So Gaya Aasman
|