Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Are Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Are Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
Ghar Maa Jo Aibe
To Humein Ka Khilaibe
Ghar Maa Jo Aibe
To Humein Ka Khilaibe
Ghar Maa Jo Aibe
To Humein Ka Khilaibe
Garam Garam Halwa
Aur Poori Pakaiwe
Naram Naram Haathon Se
Khaaja Balma
Naram Naram Haathon Se
Khaaja Balma
Re Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Halwa Poori Khaibe
To Nindiya Sataibe
Halwa Poori Khaibe
To Nindiya Sataibe
Ho Halwa Poori Khaibe
To Nindiya Sataibe
Sijiya Pe Tohre Liye
Aanchal Bichhaibe
Sijiya Ki Kismat
Jagajaa Baalma
Sijiya Ki Kismat
Jagajaa Baalma
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
Ka Hoga Bazar Se
Maa Jo Aayee
Ka Hoga Bazar Se
Maa Jo Aayee
Ho Ka Hoga Bazar Se
Maa Jo Aayee
Keh Doongi Yeh
Tera Jamai
Haath Mera Maangne Ko
Aaja Baalma
Haath Mera Maangne Ko
Aaja Baalma
Hey Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Angna Mein Baba
Dwaare Pe Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Kaise Aayen Gori
Hum Tohre Ghar Maa
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Khet Gayil Baba
Bazar Gayil Maa
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
Akeli Hoon Ghar Maa
Tu Aaja Baalma
|