Sangdil Sanam
Sangdil Sanam
Kahan Ho
Kahan Ho
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Kahin Kho Na Jaane Mujhse
Palkon Jo Jab Uthaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Palkon Ko Jab Uthaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Aankhon Mein Yeh Aansoo Hain Ya
Boondein Hain Yeh Barsaat Ki
Ho Aankhon Mein Yeh Aansoo Hain Ya
Boondein Hain Yeh Barsaat Ki
Aansoo Nahin Yeh Hai Khushi
Chaahat Bhari Saugaat Ki
Chaahoonga Tujhe Raat Aur Din
Jeena Na Mujhe Tere Bin
Yeh Raatein Barsaatein
Ab Main Na Bhula Paaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Palkon Ko Jab Uthaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Mere Sanam Phir Na Kabhi
Itni Haseen Raat Aayegi
Mere Sanam Phir Na Kabhi
Itni Haseen Raat Aayegi
Dil Mein Jo Hai Ab Na Kabhi
Hothon Pe Woh Baat Aayegi
Milke Juda Ho Jaayen Na
Din Woh Kabhi Bhi Aayen Na
Tere Din Ki Khushboo Se
Mere Man Ko Mehkaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
Saanson Mein Sama Jaaoon
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Kahin Kho Na Jaana Mujhse
Palkon Ko Jab Uthaoon
Aankhon Mein Band Kar Loon
|