Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Ho Sake To Isme Zindagi Batado
Pal Jo Yeh Jaane Wala Hai Ho Ho
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Ho Sake To Isme Zindagi Batado
Pal Jo Yeh Jaane Wala Hai
Ek Baar Yoon Mili
Masoom Si Kali
Ek Baar Yoon Mili
Masoom Si Kali
Ho Khilte Huey Kaha
Khush-Baash Main Chali
Dekha To Yahin Hai
Dhoondha To Nahin Hai
Pal Jo Yeh Jaane Wala Hai Ho Ho
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Ho Sake To Isme Zindagi Batado
Pal Jo Yeh Jaane Wala Hai
Ek Baar Waqt Se
Lamha Gira Kahin
Ek Baar Waqt Se
Lamha Gira Kahin
Wahan Dastaan Mili
Lamha Kahin Nahin
Thodasa Hansake
Thodasa Rulake
Pal Yeh Bhi Jaane Wala Hai Ho Ho
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Ho Sake To Isme Zindagi Batado
Pal Jo Yeh Jaane Wala Hai Ho Ho
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
Aane Wala Pal Jaane Wala Hai
|