Song ID- 4977
Film- Mera Saaya
Song Title- Tu Jahan Jahan Chalega (part 1)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya

Kabhi Mujhko Yaad Karke, Jo Bahenge Tere Aansoo
Kabhi Mujhko Yaad Karke, Jo Bahenge Tere Aansoo
To Wahin Pe Rok Lenge, Unhe Aake Mere Aansoo
Tu Jidhar Ka Rukh Karega, Mera Saaya Saath Hoga
Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya

Tu Agar Udaas Hoga, To Udaas Hoongi Main Bhi
Tu Agar Udaas Hoga, To Udaas Hoongi Main Bhi
Nazar Aaoon Ya Na Aaoon, Tere Paas Hoongi Main Bhi
Tu Kahin Bhi Jaa Rahega, Mera Saaya Saath Hoga
Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya

Main Agar Bichhad Bhi Jaaoon, Kabhi Mera Gum Na Karna
Main Agar Bichhad Bhi Jaaoon, Kabhi Mera Gum Na Karna
Mera Pyar Yaad Karke, Kabhi Aankh Nam Na Karna
Tu Jo Mudke Dekh Lega, Mera Saaya Saath Hoga
Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya

Mera Gum Raha Hai Shaamil, Tere Dukh Mein Tere Gum Mein
Mera Gum Raha Hai Shaamil, Tere Dukh Mein Tere Gum Mein
Mere Pyar Ne Diya Hai, Tera Saath Har Janam Mein
Tu Koi Janam Bhi Lega, Mera Saaya Saath Hoga
Tu Jahan Jahan Chalega, Mera Saaya Saath Hoga
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya
Mera Saaya, Mera Saaya


close window