Song ID- 5082
Film- Milan (old)
Song Title- Saawan Ka Mahina
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Shor
Pawan Kare Sor
Pawan Kare Shor
"Are Baba Shor Nahin Sor, Sor, Sor"
Pawan Kare Sor
"Haan"
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor

Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor

Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor

Raama Gajab Dhaaye, Yeh Purvaiyya
Naiyya Sambhaalo Kit, Khoye Ho Khivaiyya

Hoye Purvaiyya Ke Aage, Chale Na Koi Jor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor

Ho Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor

Maujva Kare Kya Jaane, Humko Isaara
Jaana Kahan Hai Pooche, Nadiya Ki Dhaara

Marzi Hai Tumhari, Le Jaaoon Jis Or
Jiyara Re Jhoome Re Aise Re, Jaise Banmaa Naache Mor

Ho Saawan Ka Mahina, Pawan Kare Sor
Jiyara Re Jhoome Aise, Jaise Banmaa Naache Mor

Jinke Balam Bairi, Gaye Hain Bidesva
Aayee Hai Leke Unke, Pyar Ka Sandesva
Jinke Balam Bairi, Gaye Hain Bidesva
Aayee Hai Leke Unke, Pyar Ka Sandesva
Kaali Matwaari, Ghataayen Ghanghor

close window