Song ID- 5175
Film- Yaraana
Song Title- Chhookar Mere Man Ko
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Chhookar Mere Man Ko, Kiya Tune Kya Ishaara

Badla Yeh Mausam, Lage Pyara Jag Saara

Tu Jo Kahe Jeevan Bhar, Tere Liye Main Gaaoon, Tere Liye Main Gaaoon
Geet Tere Bolon Pe, Likhta Chala Jaaoon, Likhta Chala Jaaoon
Mere Geeton Mein, Tujhe Dhoondhe Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko, Kiya Tune Kya Ishaara
Badla Yeh Mausam, Lage Pyara Jag Saara
Chhookar Mere Man Ko, Kiya Tune Kya Ishaara

Aaja Tera Aanchal Yeh, Pyar Se Main Bhar Doon, Pyar Se Main Bhar Doon
Khushiyaan Jahaan Bhar Ki, Tujhko Nazar Kar Doon, Tujhko Nazar Kar Doon
Tu Hi Mera Jeevan, Tu Hi Jeene Ka Sahara

close window