Song ID- 5288 ... (Categories- Romance | Slow | Lullaby)
Film- Silsila
Song Title- Neela Aasman So Gaya (male)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Neela Aasman So Gaya
Neela Aasman So Gaya

Neela Aasman So Gaya

Ho Os Barse Daat Bheegen Honth Tharraayen
Dhadkanen Kuch Kehna Chaahen Keh Nahin Paayen
Hawa Ka Geet Maddham Hai
Hawa Ka Geet Maddham Hai
Samay Ki Chaal Bhi Kam Hai
Neela Aasman So Gaya
Neela Aasman So Gaya

Ho Meri Baahon Mein Sharmate Lajate Aise Tum Aaye
Ki Jaise Baadalon Mein Chand Dheere Dheere Aa Jaaye
Yeh Tanhai Yeh Main Aur Tum
Yeh Tanhai Yeh Main Aur Tum
Zameen Bhi Ho Gayee Gumsum
Neela Aasman So Gaya
Neela Aasman So Gaya

Neela Aasman So Gaya


close window