Dhadkati Mere Dil Ko Hai Aayee Tu
Meri Neendon Pe Khwaabon Pe Chhaayee Tu
Tujhko Jo Dekha Hai To, Dil Mein Hai Sansani
Tadpaa Hai Dil Jaise, Jal Bin Machhli
Tujhko Jo Dekha Hai To, Dil Mein Hai Sansani
Tadpaa Hai Dil Jaise, Jal Bin Machhli
Dhadkati Mere Dil Ko Hai Aayee Tu
Meri Neendon Pe Khwaabon Pe Chhaayee Tu
Mera Tan Man, Jhool(?) Raha Hai
Mera Tan Man, Jhool(?) Raha Hai
Mujhko Yeh Kya Hua
Kya Hai Jaadu, Shola Hai Tu
Ya Hai Tu Koi Balaa
Tune Yeh Betaabiyaan Mujhko Di Kisliye
Tune Di Bechainiyaan Mujhko Kisliye
Dhadkati Mere Dil Ko Hai Aayee Tu
Meri Neendon Pe Khwaabon Pe Chhaayee Tu
Tu Jo Aaye, Paas Mere
Tu Jo Aaye, Paas Mere
Chupke Se Main Kahoon
Tu Agar Na, Rooth Jaaye
Tujhko Main Baahon Mein Loon
Dooriyaan Kyon Rahein Dono Mein Tum Kaho
Dil Mein Jo Basi Ho To, Baahon Mein Raho
Dhadkati Mere Dil Ko Hai Aayee Tu
Meri Neendon Pe Khwaabon Pe Chhaayee Tu
|