Song ID- 5533
Film- Kshatriya
Song Title- Dil Na Kisika Jaaye
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Dil Na Kisika Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

Pyar Na Kisipar Aaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

Dariya Ke Paaniyon Se, Chadhti Jawaaniyaan

Doob Na Jaayen Kahin, Hum Dil Jaaniya
Yeh Toofan Na Aaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Yeh Toofan Na Aaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Dil Na Kisika Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

Lagti Hai Dil Mein To, Rukti Nahin Hai
Rukti Nahin Hai
Lagti Hai Dil Mein To, Rukti Nahin Hai
Saaton Samundaron Se, Bujhti Nahin Hai
Aag Na Yeh Lag Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Aag Na Yeh Lag Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Dil Na Kisika Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

Phoolon Mein Hote Hain, Shole Bhi Aag Ke

Pyar Mein Guzarte Hain, Raatein Jaag Jaag Ke
Neend Na Kahin Ud Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Neend Na Kahin Ud Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye
Dil Na Kisika Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

Paagal Deewana Hai, Yeh Baat Aur Hai
Yeh Baat Aur Hai
Paagal Deewana Hai, Yeh Baat Aur Hai
Sheeshe Ke Jaisa Yeh, Dil Kamzor Hai
Sheesha Yeh Toot Na Jaaye Ve Jaan, Jaaye To Jaaye

close window