Hamare Papa Aur Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Hamare Beta Aur Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Maare Salaam, Maare Salaam
Kal Bhi Yeh Shahar To Yehi Tha, Par Aisa Nazaara Nahin Tha, Gaata Jhoomta
Yeh Aalam Hamara Tumhara, Bete Yeh Karishma Hai Saara, Apne Pyar Ka
Hamare Beta Aur Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Maare Salaam, Maare Salaam
Yoon Samjho Ki Pinjre Ke Panchhi, Udte Hain Hawaa Mein Chaman Ki, Dekho Meri Jaan
Jis Gul Ka Hua Main Deewana, Dil Ka Hai Wohi Aashiaana, Samjhe Meherbaan
Hamare Papa Aur Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Maare Salaam, Maare Salaam
I Am Very Very Sorry, Uski Lambi Lambi Daadhi, Uspe Chalti Rail Gaadi
Uspe Baithe Miyaan Bangaali
Unke Saath Unki Saali, Deti Ho Woh Unko Gaali, I Am Very Very Sorry
Ghar Se Hum Tadipaar Hoke, Nikle Hain To Ab Kaun Roke, Hat Na Bhai Jaan
Apni To Aaya Yeh Samajh Mein, Himmat Se Liya Kaam Jisne, Uska Yeh Jahaan
Isi Masti Mein Aaj Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Isi Masti Mein Aaj Hum, Milaakar Rakkhein Jo Kadam
To Yeh Duniya Apni Kasam, Maare Salaam
Maare Salaam, Maare Salaam
|