Song ID- 5655
Film- Yaara Dildara
Song Title- Woh Jo Kaha Tha Maine
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Woh Jo Kaha Tha Maine Woh Kar Dikhaaya Na
Baazi Woh Jaan Dil Ki Main Jeet Laaya Na
Ho Aa, Tu Bhi To Dekh, O Jaan-E-Jaan
Nashtar Teri Mohabbat Ka Rang Laaya Na
Ho Saajna, Yeh Kya Kiya, Tadpe Jiya

Zakhmon Ke Phool, Daagab(?) Ka Haar(?)
Kitna Haseen Hai, Yeh Tera Pyar
Aayee Na Hogi, Aisi Bahaar
Teri Gali Ko Dil Ka Chaman Banaaya Na
Ho Aa, Tu Bhi To Dekh, O Jaan-E-Jaan
Ho Nashtar Teri Mohabbat Ka Rang Laaya Na
Ho Tu Bhi To Dekh, O Jaan-E-Jaan

Laana(?) Hai Tu, Mere Liye
Par Main Nahin Hoon, Tere Liye
Tere Liye Hi, Hai Mera Pyar
Apne Ko Apni Hi Aag Mein Jalaaya Na
Ho Saajna, Yeh Kya Kiya, Tadpe Jiya

Mahalon Se Door, Baitha Hoon Main
Ab To Tere Hi, Jaisa Hoon Main
Kaahe Ka Hai Ab, Yeh Intezaar
Bhoole Se Dil Ne Tujhko Kabhi Bhulaaya Na
Baazi Woh Jaan Dil Ki Main Jeet Laaya Na
Ho Aa, Tu Bhi To Dekh, O Jaan-E-Jaan
Nashtar Teri Mohabbat Ka Rang Laaya Na
Ho Saajna, Yeh Kya Kiya, Tadpe Jiya


close window