Jab Chali Thandi Hawa, Jab Uthi Kaali Ghata
Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aaye
Jab Chali Thandi Hawa, Jab Uthi Kaali Ghata
Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aaye
Zindagi Ki Daastaan, Chaahe Kitni Ho Haseen
Bin Tumhare Kuch Nahin, Bin Tumhare Kuch Nahin
Kya Maza Aata Sanam, Aaj Bhoole Se Kahin
Tum Bhi Aa Jaate Yahin, Tum Bhi Aa Jaate Yahin
Yeh Bahaaren Yeh Fiza, Dekhkar O Dilruba
Jaane Kya Dil Ko Hua, Tum Yaad Aaye
Jab Chali Thandi Hawa, Jab Uthi Kaali Ghata
Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aaye
Yeh Nazaare Yeh Sama, Aur Phir Itne Jawaan
Haaye Re Yeh Mastiyaan, Haaye Re Yeh Mastiyaan
Aisa Lagta Hai Mujhe, Jaise Tum Nazdeek Ho
Is Chaman Se Jaan-E-Jaan, Is Chaman Se Jaan-E-Jaan
Sunke Pipi Ki Sadaa, Dil Dhadakta Hai Mera
Aaj Pehle Se Siva, Tum Yaad Aaye
Jab Chali Thandi Hawa, Jab Uthi Kaali Ghata
Mujhko Ae Jaan-E-Wafa, Tum Yaad Aaye
|