Song ID- 6617
Film- Faraar
Song Title- Main Pyaasa Tum Saawan (male)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Main Pyaasa Tum Sawan
Main Pyaasa Tum Sawan
Main Dil Tum Meri Dhadkan
Ho Na, Hoon To
Ho Ho Na, Hoon To
Main Pyaasa Tum Sawan

Aankhon Ko Jab Band Karoon Main
Sapne Tumhare Aayen
Pyar Bina Yeh Jeevan Pheeka
Sapne Yeh Samjhaayen
Man Se Man Ki Dori Ka
Tumhi To Ho Bandhan
Ho Na, Hoon To
Ho Ho Na, Hoon To
Main Pyaasa Tum Sawan

Main Jab Chhedoon Dil Ke Tarane
Chupke Se Sun Lena
Yeh Nagme Hain Pyar Ki Kaliyaan
Dheere Se Chun Lena
Tera Mera Rishta Jaise
Khushboo Aur Chandan
Hai Na, Hai To
Hai Hai Na, Hai To
Main Pyaasa Tum Sawan


close window