Baar Baar Dekho, Hazaar Baar Dekho
Ki Dekhne Ki Cheez Hai, Hamara Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
O Baar Baar Dekho, Hazaar Baar Dekho
Ki Dekhne Ki Cheez Hai, Hamara Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Haan Ji Haan, Aur Bhi Honge Dildaar Yahan
Lakhon Dilon Ki Bahaar Yahaan, Par Yeh Baat Kahan Haaye
Haan Ji Haan, Aur Bhi Honge Dildaar Yahan
Lakhon Dilon Ki Bahaar Yahaan, Par Yeh Baat Kahan
Yeh Bemisaal Husn, Lajawab Yeh Adaa
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Baar Baar Dekho, Hazaar Baar Dekho
Ki Dekhne Ki Cheez Hai, Hamara Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Dil Mila, Ek Jaan-E-Mehfil Mila
Ya Chiraag-E-Manzil Mila, Yeh Na Poocho Ki Kahan
Dil Mila, Ek Jaan-E-Mehfil Mila
Ya Chiraag-E-Manzil Mila, Yeh Na Poocho Ki Kahan
Naya Naya Yeh Aashiqui Ka Raaz Hai Mera
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Baar Baar Dekho, Hazaar Baar Dekho
Ki Dekhne Ki Cheez Hai, Hamara Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Balle Balle, Uthke Mister Kyon Chale
Pyar Pe Mere Kaho Kyon Jale, Baith Bhi Jaao Meharbaan
Balle Balle, Uthke Mister Kyon Chale
Pyar Pe Mere Kaho Kyon Jale, Baith Bhi Jaao Meharbaan
Duaa Karo Mile Tumhe Bhi Aisa Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
Baar Baar Dekho, Hazaar Baar Dekho
Ki Dekhne Ki Cheez Hai, Hamara Dilruba
Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho, Taali Ho
|