Song ID- 6754
Film- Jab Jab Phool Khile
Song Title- Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana (sad)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Ko Hai, Ek Din Jaana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana

Ho Pyar Se Apne, Yeh Nahin Hote
Pyar Se Apne, Yeh Nahin Hote
Yeh Patthar Hain, Yeh Nahin Rote
Yeh Patthar Hain, Yeh Nahin Rote
Inke Liye Na, Aansoo Bahaana Haaye
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana

Na Yeh Baadal, Na Yeh Taare
Na Yeh Baadal, Na Yeh Taare
Yeh Kaagaz Ke, Phool Hain Saare
Yeh Kaagaz Ke, Phool Hain Saare
In Phoolon Ke Na, Baagh Lagaana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Ko Hai, Ek Din Jaana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana
Pardesiyon Se Na Akhiyaan Milana


close window