Afsana Likh Rahi Hoon, Afsana Likh Rahi Hoon
Dil-E-Beqaraar Ka, Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezaar Ka
Afsana Likh Rahi Hoon
Jab Tu Nahin To Kuch Bhi, Nahin Hai Bahaar Mein, Nahin Hai Bahaar Mein

Jee Chaahta Hai Mooh Bhi, Jee Chaahta Hai Mooh Bhi
Na Dekhoon Bahaar Ka, Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezaar Ka
Afsana Likh Rahi Hoon
Haasil Hain Yoon To Mujhko, Zamane Ki Daulatein, Zamane Ki Daulatein

Lekin Naseeb Laayee, Lekin Naseeb Laayee
Hoon Ek Sogawaar Ka, Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezaar Ka
Afsana Likh Rahi Hoon
Aaja Ki Ab To Aankh Mein, Aansoo Bhi Aa Gaye, Aansoo Bhi Aa Gaye

Saagar Chhalak Utha, Saagar Chhalak Utha
Mera Sabr-O-Qaraar Ka, Aankhon Mein Rang Bhar Ke Tere Intezaar Ka

|