(Kashtiyaan Bhi Lad Gayeen, Mastiyaan Bhi Mil Gayeen, Jaaneman
Raat Kaali So Gayee, Roshni Bhi Ho Gayee, Jaaneman
Subah Tak Hum Ladte Rahe, Jeene Ko Hum Marte Rahe
Ghaas Bani Hai Talwaarein, Phool Bane Hain Angaare, Jaaneman)
Jaaneman, Aayenge Ab To Baadal Bhi, Bheegenge Ab To Aanchal Bhi
(Zindagi, Hogi, Apni, Zindagi
Ab To Kashtiyaan Bhi Lad Gayeen, Mastiyaan Bhi Mil Gayeen, Jaaneman
Raat Kaali So Gayee, Roshni Bhi Ho Gayee, Jaaneman)
Palkon Mein Phoolon Ke Rang Barsein, Gaalon Pe Aansoo Ki Rangoli
Main Yahan Tu Wahan Ladte Rahein, Khatm Yeh Jung Jaane Kab Hogi
Maine Tujhko Yeh Dil Jabse Diya, Kaanton Pe Guzaara Tabse Kiya
Mera, Jeevan, Tere Bin, Soona, Khwaabon Mein Reh Gaya, Saajan Se Bichhadke
(Ab To Kashtiyaan Bhi Lad Gayeen, Mastiyaan Bhi Mil Gayeen, Jaaneman
Raat Kaali So Gayee, Roshni Bhi Ho Gayee, Jaaneman)
Jaaneman Jaaneman Tere Vaaste, Aaya Hoon Udke Hawaaon Mein
Phoolon Mein Hoti Hai Jyon Khushboo, Waise Hi Tu Meri Saanson Mein
Tere Paaon Ki Paayal Ban Jaaoon, Tere Nainon Ka Kaajal Banke Rahoon
Mere, Dil Ki, Tu Hai, Rani, Le Loon Aa Baahon Mein, Tujhmein Hi Mil Jaaoon Main
(Ab To Kashtiyaan Bhi Lad Gayeen, Mastiyaan Bhi Mil Gayeen, Jaaneman
Raat Kaali So Gayee, Roshni Bhi Ho Gayee, Jaaneman
Subah Tak Hum Ladte Rahe, Jeene Ko Hum Marte Rahe
Ghaas Bani Hai Talwaarein, Phool Bane Hain Angaare, Jaaneman)
Jaaneman, Aayenge Ab To Baadal Bhi, Bheegenge Ab To Aanchal Bhi
(Zindagi, Hogi, Apni, Zindagi)
|