Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Aaj Phir Dil Ne Ek Tamanna Ki
Aaj Phir Dil Ne Ek Tamanna Ki
Aaj Phir Dil Ko Humne Samjhaaya
Aaj Phir Dil Ko Humne Samjhaaya
Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Tum Chale Jaaoge To Sochenge
Tum Chale Jaaoge To Sochenge
Humne Kya Khoya, Humne Kya Paaya
Humne Kya Khoya, Humne Kya Paaya
Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Hum Jise Gunguna Nahin Sakte
Hum Jise Gunguna Nahin Sakte
Waqt Ne Aisa Geet Kyon Gaaya
Waqt Ne Aisa Geet Kyon Gaaya
Zindagi Dhoop, Tum Ghana Saaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
Tumko Dekha To Yeh Khayal Aaya
|