Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Ka, Geeton Ka, Beemaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Ka, Geeton Ka, Beemaar Hoon
Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
Saara Gaaon Mujhe Rasiya Kahe
Saara Gaaon Mujhe Rasiya Kahe
Jo Bhi Dekhe Manbasiya Kahe
Haaye Re, Jo Bhi Dekhe Manbasiya Kahe
Sabki Nazron Ka Ik Main Hi, Deedaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Ka, Geeton Ka, Beemaar Hoon
Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
Koi Kahe Bhanvra Mujhe, Koi Deewana
Bhed Mere Man Ma Magar, Kisine Na Jaana
Koi Kahe Bhanvra Mujhe, Koi Deewana
Bhed Mere Man Ma Magar, Kisine Na Jaana
Rona Maine Kabhi Seekha Nahin
Rona Maine Kabhi Seekha Nahin
Chakha Jeevan Mein Phal Pheenka Nahin
Haaye Re Haaye, Chakha Jeevan Mein Phal Pheenka Nahin
Main To Har Mol Dene Ko Taiyyaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Phoolon Ka, Geeton Geeton Ka, Beemaar Hoon
Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Ka, Geeton Ka, Beemaar Hoon
Ras Ka, Phoolon Ka, Geeton Ka, Beemaar Hoon
Har Haseen Cheez Ka Main Talabgaar Hoon
|