Yeh Aankhen, Uff Yun Maa
Yeh Surat, Uff Yun Maa
Pyar Kyon Na Hoga, Yeh Adaayen, Uff Yun Maa
Yeh Mausam, Uff Yun Maa
Yeh Dhadkan, Uff Yun Maa
Kaise Dil Ko Rokoon, Koi Thaame, Uff Yun Maa
Yeh Aankhen, Uff Yun Maa
Tum Dil Ho Dilruba Ho, Tum Par Jahaan Fidaa Ho
Tum Dil Ho Dilruba Ho, Tum Par Jahaan Fidaa Ho
Hum To Hain Kya, Kuch Bhi Nahin
Tumsa Haseen, Koi Nahin
Tum To Chand Ka Tukda Ho
Yeh Shokhi, Uff Yun Maa
Yeh Shararat, Uff Yun Maa
Pyar Kyon Na Hoga, Yeh Adaayen, Uff Yun Maa
Yeh Aankhen, Uff Yun Maa
Kab Tak Rahoon Chhupaaye, Seene Mein Aag Haaye
Kab Tak Rahoon Chhupaaye, Seene Mein Aag Haaye
Jalne Laga, Yeh Saara Badan
Samjho Zara, Yeh Dil Ki Agan
Tum Jo Mile Chain Aa Jaaye
Yeh Umangein, Uff Yun Maa
Yeh Tarangein, Uff Yun Maa

|