Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana

Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar, Hosh Mein Humko Na Laana

Shokh Nazar Yeh Mast Adaayen, Inpe Aa Marjaayen Hum
Is Haseen Mahaul Se Bachkar, Bolo Kyon Ghar Jaayen Hum
Yoon Bahek Jaane Do Dil Ko, Humko Na Kuchh Yaad Rahe
Aaj Dil Kuchh Maang Raha Hai, Aaj Na Humse Sharmaana
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar, Hosh Mein Humko Na Laana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Tere Dil Mein Kya Kya Kuchh Hai, Humna Sab Kuchh Jaan Liya
Tu Hai Ek Awaara Baadal, Humne Tujhe Pehchaan Liya
Yoon Na Bahek Tu Hosh Mein Aa Re, Baat Na Kar Aisi-Waisi
Jhel Na Paayega O Pagle, Meri Nazron Ka Nishaana
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar, Hosh Mein Humko Na Laana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Ho, Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar
Ek Nasha Chhaaya Hai Humpar, Hosh Mein Humko Na Laana
Is Tarah Dekho Na Humko, Is Tarah Na Muskuraana
Is Tarah Na Muskuraana
Is Tarah Na Muskuraana
|