Song ID- 8312 ... (Category- Playful)
Film- Double Cross
Song Title- Main Jhonka Mast Hawa Ka
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Main Jhonka, Mast Hawa Ka
Subah Yahan, Shaam Wahan
Jo Mujhko, Are Baant Raha
Woh Hai Bada, Naadaan
Main Jhonka, Mast Hawa Ka
Subah Yahan, Shaam Wahan
Jo Mujhko, Are Baant Raha
Woh Hai Bada, Naadaan

Mujhko Aate Jaate, Naazuk Tan Lehraake
Tirchhi Nazron Se Na Dekhna
Maano Mero Pyaron, Thak Jaaoge Yaaron
Baahon Ke Phande Na Phenkna
Do Chaar Bhi, Mere Liye
Aahein Kya, Bharna

Meri Har Phulvari, Sab Kaliyon Se Nyaari
Har Daali Hai Mera Aashiaan
Sadkon Pe Galiyon Mein, Laakhon Rang-Raliyon Mein
Naach Rahin Meri Parchhaaiyaan
To Saahibon, Thaamne Ki
Koshish Na, Karna
Main Jhonka, Mast Hawa Ka
Subah Yahan, Shaam Wahan


close window