Song ID- 8537
Film- Amardeep
Song Title- Jali Lo Dim Tana
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Jaali Lo Dim Taana
Taali Lo Dil Laana
Hoye, Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana
Do Ghadi Baitho Ji, Sunlo Dil Ka Afsaana
Do Ghadi Baitho Ji, Sunlo Dil Ka Afsaana
Hoye, Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana
Do Ghadi Baitho Ji, Sunlo Dil Ka Afsaana
Do Ghadi Baitho Ji, Sunlo Dil Ka Afsaana

Tum Sune Jaao, Hum Kahe Jaayen
Hothon Pe Jab, Pyar Ki Baat Laayen
Tum Bhi Sharmaao, Hum Bhi Sharmaayen
Tum Bhi Sharmaao, Hum Bhi Sharmaayen
Phir Bane Daastaan, Phir Bane Daastaan
Hum Dono Ka Sharmaana
Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana
Hoye, Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana

Pyar Ke Baadal, Jab Hon Chhaaye Huey
Baithe Rahen Hum, Naina Jhukaaye Huey
Dil Pe Taari(?) Duniya Bhulaaye Huey
Haye, Duniya Bhulaaye Huey
Tum Kaho Kya Hai Ji, Tum Kaho Kya Hai Ji
Kisne Kiya Hai Deewana
Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana
Hoye, Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana

Chor Pakad Ke, Baiyyaan Gori Gori
Khud Hi Pooche, Kisne Ki Hai Chori
Dekho Dekho, Chor Ki Seena-Jori
Dekho Dekho, Chor Ki Seena-Jori
Chor Jo Aisa Ho, Chor Jo Aisa Ho
Mushkil Hai Bachkar Jaana
Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana
Hoye, Jaali Lo Dim Taana, Taali Lo Dil Laana


close window