Yeh Sama, Yeh Rut Yeh Nazaare
Dil Mera, Machalne Laga
Jaan-E-Wafa, Ae Dilruba
Aise Mein Aa Meri Baahon Mein Aa
Rok Le, Nigaahon Ke Ishaare
Tan Mera, Pighalne Laga
Main Hoon Teri, Tu Hai Mera
Aa Mere Dil Ki Panaahon Mein Aa
Shaane Pe Mere, Giraade Zulfein
Aankhon Pe Meri, Bichhade Zulfein
Shaane Pe Mere, Giraade Zulfein
Aankhon Pe Meri, Bichhade Zulfein
Aisa Jagaade Pyar Ka Jaadu
Saare Jahaan Pe Chhaaye Nasha
Rok Le, Nigaahon Ke Ishaare
Tan Mera, Pighalne Laga
Main Hoon Teri, Tu Hai Mera
Aa Mere Dil Ki Panaahon Mein Aa
Yeh Sama, Yeh Rut Yeh Nazaare
Dil Mera, Machalne Laga
Jaan-E-Wafa, Ae Dilruba
Aise Mein Aa Meri Baahon Mein Aa
Aankhon Ne Aankhon, Ki Padh Li Zubaan
Mere Bhi Dil Mein, Umangein Hain Jawaan
Aankhon Ne Aankhon, Ki Padh Li Zubaan
Mere Bhi Dil Mein, Umangein Hain Jawaan
Shauq Se Badhkar, Thaamle Baazu
Jaan Gayee Tere Dil Mein Hai Kya
Yeh Sama, Yeh Rut Yeh Nazaare
Dil Mera, Machalne Laga
Jaan-E-Wafa, Ae Dilruba
Aise Mein Aa Meri Baahon Mein Aa
Rok Le, Nigaahon Ke Ishaare
Tan Mera, Pighalne Laga
Main Hoon Teri, Tu Hai Mera
Aa Mere Dil Ki Panaahon Mein Aa
|