Song ID- 8793
Film- Yaadein
Song Title- Yaadein Yaad Aati Hain (male)
    Lyrics:
www.kaustubh.com- lyrics

Nagme Hain, Shikve Hain
Kisse Hain, Baatein Hain

Nagme Hain, Shikve Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain, Yaadein Yaad Aati Hain
Baatein Bhool Jaati Hain, Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein, Kisi Dil-O-Jaanam Ke, Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein

Yeh Jeevan Dil Jaani
Dariya Ka Hai Paani
Paani To Beh Jaaye, Baaki Kya Reh Jaaye
Yaadein, Yaadein, Yaadein
Nagme Hain, Shikve Hain
Kisse Hain, Baatein Hain
Baatein Bhool Jaati Hain, Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein, Kisi Dil-O-Jaanam Ke, Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein

Duniya Mein Yoon Aana
Duniya Se Yoon Jaana
Aao To Le Aana, Jaao To De Jaana
Yaadein, Yaadein, Yaadein

Baatein Bhool Jaati Hain, Yaadein Yaad Aati Hain
Yeh Yaadein, Kisi Dil-O-Jaanam Ke, Chale Jaane Ke Baad Aati Hain
Yaadein, Yaadein, Yaadein


close window