Ae Dil Mujhe Bataade, Tu Kispe Aa Gaya Hai
Woh Kaun Hai Jo Aakar, Khwaabon Pe Chhaa Gaya Hai

Masti Bhara Taraana, Kyon Raat Gaa Rahi Hai
Aankhon Mein Neend Aakar, Kyon Door Jaa Rahi Hai

Dil Mein Koi Sitamgar, Armaan Jagaa Gaya Hai
Woh Kaun Hai Jo Aakar, Khwaabon Pe Chhaa Gaya Hai
Ae Dil Mujhe Bataade, Tu Kispe Aa Gaya Hai
Woh Kaun Hai Jo Aakar, Khwaabon Pe Chhaa Gaya Hai
Betaab Ho Raha Hai, Yeh Dil Machal Machal Ke
Shaayad Yeh Raat Beete, Karvat Badal Badal Ke

Ae Dil Zara Sambhal Jaa, Shaayad Woh Aa Gaya Hai
Woh Kaun Hai Jo Aakar, Khwaabon Pe Chhaa Gaya Hai
Ae Dil Mujhe Bataade, Tu Kispe Aa Gaya Hai
Woh Kaun Hai Jo Aakar, Khwaabon Pe Chhaa Gaya Hai
Bheegi Hui Hawaayen, Mausam Bhi Hai Gulaabi
Kya Chand Kya Sitare, Har Cheez Hai Sharabi

Dheere Se Ek Nagma, Koi Suna Gaya Hai

|