Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Tera Nasheela Badan, Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholin Magar, Sapna Woh Toda Nahin
Haan, Wohi, Woh, Wohi
Saanson Pe Rakkha Hua Tere Hothon Ka Sapna Abhi Hai Wahin
Ho Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Tere Bina Bhi Kabhi, Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To, Sapna Badal Leti Hoon
Tere Bina Bhi Kabhi, Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To, Sapna Badal Leti Hoon
Tera Khayal Aaye To, Balkha Ke Pal Jaata Hai
Paani Ki Chaadar Tale, Tan Mera Jal Jaata Hai
Haan, Wohi, Woh, Wohi
Saanson Pe Rakkha Hua Tere Hothon Ka Sapna Abhi Hai Wahin
Ho Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Tere Gale Milne Ke, Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi, Yeh Gum Bade Chhote Hain
Ho Tere Gale Milne Ke, Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi, Yeh Gum Bade Chhote Hain
Lambi Si Ek Raat Ho, Lamba Sa Ek Din Mile
Bas Itna Sa Jeena Ho, Milan Ki Ghadi Jab Mile
Haan, Wohi, Bas, Wohi
Saanson Pe Rakkha Hua Tere Hothon Ka Sapna Abhi Hai Wahin
Ho Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
Raat Ka Nasha Abhi, Aankh Se Gaya Nahin
|